Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaja Saab (1969)
HomeRaja Saab (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne aaj se tumhen ye naam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan humne aaj se tumhen ye naam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan paigaam kaa kuchh jawaab do aise ho kyun chup chaap se aise ho kyun chup chaap se sharmaa rahe hain aaj hum kehte huye kuchh aap se kehte huye kuchh aap se humne aankhon ko jubaan kaa kaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan baaton hi baaton mein aap to karne lage humse pyaar bhi karne lage humse pyaar bhi tumne hi looti hai neend bhi tumne hi loota qaraar bhi tumne hi loota qaraar bhi aur chupke se humen ilzaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan bechain tumne kar diya iss dil ke har armaan ko iss dil ke har armaan ko ye naa kaho tum ye kaho iss dil ki har daastaan ko iss dil ki har daastaan ko pyaar ne bada haseen anjaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman
aauch kal raat waali mulaqaat ke liye har baat ke liye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye kal raat waali mulaqaat ke liye har baat ke liye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch aaina naa dekhiye meri soorat dekhiye seedhi saadhi bholi bhaali meri moorat dekhiye aadmi shareef nahin hoon main kya bhala kaabil e taarif nahin hoon main kya bhala aap hi ye insaaf kijiye aap hi ye insaaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch meri kya majaal hai jo main daaman thaam loon tauba tauba meri tauba aap kaa main naam loon wo parwaana wo mastaana koi aur tha main nahin tha wo deewana koi aur tha maan jaaiye dil saaf kijiye maan jaaiye dil saaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch suniye janaab ye meri pehli bhool hai pehli bhool maaf ho ye duniyaa ka usool hai aap jo naa honge aji humpe meharbaan aapko sitamgar kahega ye jahaan aur kya kahoon maaf kijiye aur kya kahoon maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye
raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab raaj hai naa taaj hai phir bhi main hoon raaja sahab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab mere honthon pe jo hai dukh bhari kahaaniyaa mujhko inn se pyaar hai ye hain meri raaniyaa are ye hain meri raaniyaa mera bhi nahin jawaab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab main raahon mein hi sahi main manzil pe naa sahi achchha maana thik hai mere dil pe naa sahi are mere dil pe naa sahi mere ghum pe hai shabaab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab meri mehfil mein suno afsaane hain dard ke majboori ki mastiyaan paimaane hai dard ke are paimaane hai dard ke aansuon ki hai sharaab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab raju ka hai ek khaab raju raaja raaja sahab raaj hai naa taaj hai phir bhi main hoon raaja sahab raju ka hai ek
sajnaaaaaa ke tere bin sajna sajnaaaaaa ke tere bin sajna jiya jal jal jaaye teri yaad dilaaye har kali har gali har angnaa sajnaaaaaa ke tere bin sajna meri ankhiyaan tarasne lagi hai tere ghum mein barasne lagi hai meri ankhiyaan tarasne lagi hai tere ghum mein barasne lagi hai saari saari raat roye mere saath saath roye har kali har gali har angnaa sajnaaaaaa ke tere bin sajna jiya jal jal jaaye teri yaad dilaaye har kali har gali har angnaa sajnaaaaaa ke tere bin sajna teri yaadon ke bikhre hain saaye tere sapnon ke baadal hain chhaye teri yaadon ke bikhre hain saaye tere sapnon ke baadal hain chhaye kahaan jaaun main deewani chhide teri hi kahaani har kali har gali har angnaa sajnaaaaaa ke tere bin sajna jiya jal jal jaaye teri yaad dilaaye har kali har gali har angnaa sajnaaaaaa ke tere bin sajna main naa aaungi tune ye jaana main naa chhodungi saara zamana main naa aaungi tune ye jaana main naa chhodungi saara zamana tune dekha na bulaa ke chali aati thukra
tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye mera naam hai chandani te tera naam chakor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye ooooooo oooo oooo oooooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ho prem nagar ke hum baasiiiiiiii prem nagar ke hum baasi jag se apna kya kaam hai hum donon ye kya jaane ye duniyaa kiss ka naam hai main hoon baadal baanwaraaaaaaaa main hoon baadal baanwara tu mast ghata ghanghor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye chup ke chup ke chheda kar tuuuuuuu o chup ke chup ke chheda
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Aaj Se Tumhen Raja Saab (1969) 05:19 11892
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:19   Song Number : 11892   

Kal Raat Waali Mulaqaat Raja Saab (1969) 04:26 14049
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:26   Song Number : 14049   

Raju Ka Hai Raja Saab (1969) 04:48 12451
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 04:48   Song Number : 12451   

Sajna Ke Tere Bin Raja Saab (1969) 04:37 12452
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 04:37   Song Number : 12452   

Tu Jungal Ki Morni Raja Saab (1969) 05:46 14050
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:46   Song Number : 14050